Image by FlamingText.com

SHAH AST HUSSAIN الّلهمَّ صلِّ على محمَّد وآل محمَّد وعَجِّلْفَرَجَهُم

Friday 13 May 2011

  2   3         7   8   9   10  11   12  13  14  15

 

Muharram SMS In Honour Of Hazrat Hussain


         301


Hansi aati hai
mujhe Hazrat-e-Insan par,
Amal kare khud la'anat bheje shaitan par.

(ALLAMA IQBAL)

         302

?BB?S<a's> Ki Chahat Ka Ye AaLam Hy Jaha'n Me
_
Hr Saans Pe Lagta Hy K Nayzay Ki Ani Hy
_
Darya Me Ubharti Hui Mojo'n Ko Zara Sunn
_
Ye Matam-e-?BB?S<a's> Me Zanjeer Zani Hy.

         303

Haibat e Nad e Ali as Men Woh Kareena Dekha
Raks Karta Hua Khushki Pe Safina Dekha
Mene Mushkil Men Ghabra Kr Jab Liya Nam e Ali_as

To Mushkil Ki Jabein Pe B Paseena Dekha

         304

Mujahid Wo Hai Jo Atat-E-Illahi K Liye Apne Nafs Se

Jahad Kary.

Book Ref:
Hadia-tul-Shia.

         305

Ajeeb dastan hy All-e-Muhammad (A.S)ki,


EID bhi aai is gahr pe to Muharm ki trah..."

         306


ALLAH de k b azmata hy le k b azmata hy

Gareeb admi roti hasil krne k liye dorta hy
ameer roti hazam krne k lye dorta hy

Gunah me lzat zrur h mgr sukon nhi

Baat alfaz ki nhi lehje ki hoti hy

Kisi k bare me bura mt socho hosakta hy wo khuda ki

nazar me tumse behtr ho

1 akela baap 7beton ki parvarsh krskta hy lykin 7bete

ikathey 1baap ki khidmat nhi krskte

Insan bemari k dar se khana to chor sakta hy mgr akhirat

k dar se gunah nahi chorta hai.


         307



khuda k "deen" ki barri ajab kahani he.,
deene "mustafa" pe her waqt jawani he.,
ye jo ati he masjid se ,azaan, ki sada.,
ye ALI(a.s) k bacho ki mahrbani hai.,

         308


Ba Roz e Eid Bhi Aya Jo Koi Milnay Ko,

Gham e HUSSAIN a.s Mein ABID a.s Ko Noha Gar Dekha.


         309

Der tk eid ka ye chand b roya ho ga.
jb shahedo k ghro pr se wo guzra ho ga.

muntazir bap k hen eid mnany k liye.

dr pe kuch bacho ko roty hue dekha ho ga.

qabr me so gain kuch maen ab un k piyary.

sheer khuaro ko bilakty hue paya ho ga.

Choriyan toti hui sehen me dekhi hon gi.

kitni be waon ko be asra paya ho ga.

Maon ki behno ki or bhaiyo ki hy ye dua.

sadqy me khon.e shaheda k ujala ho ga.

SHUHADA.E.MILLAT.E.JAFFIRIA K NAM


         310



Waqt-e-imdad hai Lab py faryad hai ,
*
M?L?<aj'frj> a jaye dil ki faryad hai,
*
Dean hai Qaid main kufar azad hai,
*
Koi feron hai koi jelad hai,
MOL?<aj'frj> a jaye a dil ki faryad hai,


         311


Fikr-e-Yazeediat ne bahut ki hain koshashain

Lekinkahan ksi se ruka Matam-e-Hussain a.s.

         312


Hazart Rasool Kareem "sa" nay farmaya

Ya Ali "as"
Koi fiqar w ghurbat jahalat se ziyada shadeed nhn our

koi maal daolat  Aqal se ziyada sood mand nhn

Our koi tanhait khud pasandi se ziyada wahshat naak nhn

Our aik dosray se Ta'wan our madad ka koi tareeqa ba ham

mashaawart se behtar nhn

Reef: Tahaf ul Aqool
S#21

         313


Khoon se serab krte hain wafa ki fasal ko
_
Dekh Le tu pusht pe shadabiya firdus ki.
_jise tu samjhta he zanjeer ki churiya faqat......
_
Matmi k hath me he chabiya firdos ki...
_
(Mohsin naqvi shaheed)_

         314


Agar RISQ Ka Taluq Aqal-O-Khurd Say Hota To Chopay Aur

Ahmaq Zinda Hi Na Reh Saktay.

Hazrat Ali as
Ref:Gararul Hikam

         315



"FARMAN.E.FATIMA ZEHRA(sa)"
"KHUDA(JJ) ka Deedar Ho Sakta Hay Lakin Basarat Say Nai

Basiraat Say"

Book Ref:
"FATIMA ZEHRA(sa)"


          316


Sab sy bari dolat aqal hy
Sab sy bari garebi hemaqat hy
Sab sy bari tanhae khod pasandi hy
Sab sy bara hasb hosny kholq hy.

MOLA ALI A.S
Hdyatshya
P#267
F#106

         317


"AL_JAAMAY"

Hashar K Din Bandon Ko Jama Karne Wala

S.AAL E IMRAN.9

Ae Humare RAB!
Yaqinan To Insano Ko Us Din Jama Karega Jis K Aane

Men Ko'i Shaq Nhi

S.IBRAHIM.41

Parvardigar!

Meri Aur Mere Walidain Ki Aur Tamam "MOMININ" Ki Us

Din Magfirat Farma Jis Din K Hisaab Qaim Hoga

"AMEEN" (SALAWAT)

         318


Mujh Se Mumkin hi Nhi Tujh ko Samajhna  "Ya

RABB"...!!

Jis Ka Banda ho ALI (A.S) Sa, Wo KHUDA kya hoGa..?

''Allama Iqbal"


         319


"Sabr krnay walay ko uski quwat-e-bardasht per

pehla ajer ye milta hai k loug jahil k muqablay

mein us k madadgar hojatay hein"

Mola Ali a.s
NhjulBlagha s#206


         320


SaLwaat Ki SoGhaat Hai 14 K Wasty,

Hr Ek Haseen Baat Hai 14 K Wasty,

14 Tabak Ka Hona Hai Es Baat Ki Daleel,

Ye Sari Kainat Hai 14 K Wasty..

         321


Jis Din Qayamat Ayegi Us Din Allah Pak Hmaray Shia

Momino Ka Zima Hmain Dega.
refrence:Behtren Ishque
Page#34

         322


Ameer-ul-Momineen MOLA  ALI  (a.s)  say eik shakhs

nay eik mushkil masla deryaft kia, to
APP (A.S)  Ne fermaya:

"Samajhnay k liay pochho, ulajhnay k liay na

pochho. Kyun k wo jahil jo seekhna chahta hai misl

aalim k hai,
aur wo aalim jo ulajhna chahta hai misl jahil k

hai."

NehjulBlagha
Furman#320

         323



ÄLLÄH Ne Eman Ko isLam Pr FazeeLat Di Hy Jesay K

KÄÄBÄ Ko Masjid-e-Haram Pr FazeeLat Di Hy..
"
iMÄM BÄQÄR_a's
SÄLWÄT
Kitab-uL-Eman-o-Kufr
Baab#154
Hadees#3

         324


Zikr e HUSSAIN Rab Ki Ibadat Ka Naam Hy

Ye Zikr MUSTAFA Ki Ita'at Ka Naam Hy

Mola ALI Ki Paak Wilayat Ka Naam Hay

Ye Zikr SYEDA Ki Shifa'at Ka Naam Hy

Ye Zikr Hy Wo Zikr Jo Zakir Ka Naaz Hy

Is Zikr K Tufail Hi Qaaim Namaz Hy.


         325



Talwaar se Ziyada Taiz Waar Mujh Per Us Shaks K

Aansu Krtay Hain,
Jo Meri Museebat Pr Rota Hy Mgar Namaz Nhi Parhta.
IMAM HUSSAIN (A.S)

         326


Ae Ali "as" Jo Shaks Talvar K Sath Teri Peshani Pr

Hamla Awor Hoga Wo Sang Dil Tareen He.

Hazrt MOHUMMAD "saww"
Ref.DASTAN E ALI "AS" P#99

         327


"NAMAZ K 11 FAIDE"

1.Chehre ki Nooraniat
2. DiL ka Noor
3. Jism ki Raahat
4. Qabar main Saathi
5. Nuzoole Rehmat ka zarya
6. Aasmano ki Chaabi
7. Mizaane hisab ka Wazan
8. ALLAH ki Raza
9. Jannat ki Qeemat
10. Aag se Bachao ka zarya.
11. Rizk ma barakt.

         328


Taa Hashar Ye Khiyal Meray DiL Ka Chain Hai
MOHSIN Meri Nijaat Ka ZAMIN HUSSAIN HAI

        329


SAB KUCH QURBAAN KAR DIA ALLAH KAY NAAM PAR
ASGHAR SA PHOOL BHI NA BACHAYA HUSSAIN NA

        330


Chun li khayaal ne jo azal main Ali a.s
aien Bey biz ate rasool ki ismat ka zeb o zain
Alhamd k alif ka sarapa diloon ka chain
Wannaas ki ye seen ye nuut k dil e Hussain a.s
Har harf kainaat ka akaas ban gaya
Dekha jo ghour kar k tao Abbas a.s ban gaya

        331


Aik Achay Dost Ki Misaal Aik Achi Khusboo Ki Tarha Hai
Jab Bhi Tum Us Ko Yaad Karo Gay To Tumhain Us Ki Mehak

Aay Gi

        332


Mola ALi Ne Farmaya

Lalchi Admi Zilat Ki Zanjeero
Mein Jarkra Rehta Hai
Nahj ul balaga
Pg#875

        333


A Beautiful LIne By "Munir Niazi"
"Quran Pak Ki Ayaton Me Itna Husan Hai
Ke Ba-zameer Logon Se Parda Kr Leti Hen

A Silent Msg 4 us

        334

PowerFull Words OF Mola Ali A.s

Jhot Bol Kar Jeet Jane se Behta Hai
Sach Bol Kar Har Jai
Narazgi Zahir Karna Dil Me Burai Rakhne Se
Bahtar Hai

        335


Aye Shio
Hmary Liye Izat-O-Afzai Ja Baes Bano,
Badnami Ka Sabab Na Bano Logon Se Achi
Batein Karo,
Apni Zuban Ki Hifazat Karo Or Isy Be-Hoda
Bataon Se Rok Kar Rakho
Imam Sadiq A.s

        336

Nabi S.A.W.W Ne Farmaya
Jo Shaks Har Wakt Wazu Mein Rahay Ga
Allah Uski Rozi Kushada Frmaey Ga

        337


Nabi S.A.W.W Ne Farmaya
Us Shaks Ki Hajat Jald Puri Hoti Hain
Jo APni Kisi Aur Ko Na Bataey

        338


Nabi S.A.W.W Ne Farmaya
Jis Ny APni Namazon Ki Fikar Chorfi Allah
Ne Uski Fikr Chor Di

        339


Kehta Hy Ghaize Ran Na Hila Doon
To Baat Kya
Khyber Se Karbala Na Mila Doon
To Baat Kya
Siffen Ki Na Yaad DIla Doon
To Baat Kiya
Sar Ko Na Hurmula K Jhuka Doon
To Baat Kiya

Baba Aga Jawab Na Doon Hans K Teer Ka
Pota Na Kehna Ap Janab-e-Ameer Ka

        340

Qabar Mein Hum Sath Apne
Or Kya Ley Jaenge
Naksh-E-Nad-E-Ali
Naksh-E-Aza Ley Jaenge
Dafan Kr Dengd Mujhy Jab Log
Qabristan Mein 2 Farishte Aaenge
Or Karbala Ley Jaenge

       341


Qabar Roz 4 Awazen Deti Hai
1.Yahan Andhera Hai > Roshni Lana
2.Mein Khak Hun > Bistar Lana
3.Tanhai Hai > Dost Lana
4.Saanp Bichho Hai > Ammal Lana

       342


Jin Logo Ne Deen Mein Tafarqa Paida
Kya Or Alag Alag Ho Gaye Un Se
Ap S.A.w.w Ka Koi Taaluq Nehi
Surah E Inam
V#159

       343


Insani Jism Ki Ragein (Veins)
72,000 Kilo Meter Hain
Dunya Ka Bare Se Bara Pump Bhi
7,000 Ft Tak Pani De Sakta Hai
Lekin..
Allah Pak Ne Chota Sa Dil Laga
Diya Jo Poore Jism Ki 72,000
Ragaon Ko Khoon Supply Karta hai
woh Bhi Non Stop
subhan'ALLAH

       344


Sacchay Dost Khushion Mein Zeenat
Aur Pareshanion Mein Sahara Hotay Hain

Ameer-Ul-Momineen
Hazrat Ali
Ref: Tajalliyyat E Hikmat
Pg#21

           345


Ali A.S Ki Zat Hi Mushkil
Kushae Aalam He

Ali A.s Ki Zat Mujhe
Karsaz Lagti Hai

Me Benamazi Nhi Hu
Namazio Sunlo

Mujhe Ali Ki Mhabat
Namaz Lagti Hain

            346



Al'Ajal Ya Imam e Zamana a.s

" Gaibaat ki Wajah"

Imam Mohammad Baqar a.s Ny Farmaya
...
Sura Shu'ara
ayat#21

"Bas Mai(ati) Tum Mai Se Ghayab Ho Gaya Ku k Mai Tum Se

Kahif Tha Or Mere Allah Ny Mujhe Hukam Ata Farmaya"

"Zahoor k Baad Shia"

Imam Jaffer Sadiq a.s Ny Farmaya

Allah Shiyo k Dilo Mai Ro'ab Dal Dy Ga Or Jab Humara

Mehdi(atf) Zahoor Kare Ga To In k Shiyo Ka Har Mard

Shair Se Ziada Bahadur Or Naizay Se Ziada Teez Ho Jaye

Ga"

Bool# Bihar Ul Anwar
Jild 12
Pag# 446-417


            347



Wafa Ka Zikar Karay, Zikar e Ba'Wafa Na Karay
Kisi Mai Itni Ho MOHSIN Khushi Khuda Na Karay

...Hum Us Faqeer Ko Khairat Bhi Nahi Detay
Jo Panjetan k Waseelay Se Ilteja Na Karay

Ebadaton Pe Wo Khud Apni Fateha Par Ly
Jo Shah e Deen Ki Kabhi Majlis e AzZa Na Karay

Ali k Naam Se Roshan Jinhain Kia Jaye
Hifazat Aese Charaghon Ki Ku Hawa Na Karay

Koi Jo Mangay SAKINA Ka Wasta Dy Kar
To Kese Hoga k ABBAS Or Atta Na Karay


            348


Farman e Rasool saww:

" Ya Ali Agar Mujhe Khouf Nahi Hota k Meri Ummat Tumhare

Liye Wohi Kehne Lagi Jo Nusaira ESSA K Liye Kehty Hain

To Mai Tumharay Chnd Fazayel Bayan Karta Phir Log

Tumharay Pair k Nichay Ki Matti Ly Kar Apnay Bimaron K

Liye Shifa Hasil Kartay".
...
Book: Nehj ul Asrar
Jild#1,Page#24

            349

Saaya-e-Zuljalaal kehte hein
Haakim-e-Bemisaal kehte hein
Jo hai is daur ka Imam usay
Meem-Hay-Meem-Daal kehte hein


            350


Daman e Aql Ko Jo Chaak Nhi Kr Skta,
Wo Kbi Noor Ka Idrak Ni Kr Skta,
Bughz e HAIDER Ki Nijasat Ha Nijasat Aisi,
Aab-e-Zum Zum Bhi Jisy Pak Nhi Kr Skta.


            351


Wo jis ne apny Na Na ka wada wafa kar dia

Ghar ka ghar supard-e-KHUDA kar dia

Nosh kar lia jis ne shahadat ka jaam
...
Us "Hussain Ibne-Ali" par lakhon salam

            352


Ho Ali Ke Naam Se Toofan Bhi Khauf Khate Hain
Jinhe Yakin Nahi Wo Doob Jate Hain
Farishte Qabr Me Kuch Aur Poochhte Hi Nahi
Zuban Pe Naam-E-Ali Sun Ke Laut Jate Hain

            353

Hub'e ALi K Sadqay Main Kya Kya Bana Diya
DiL Ne Kabhih NAJAF Kabhi KABA Bana Diya
Woh Waqt JaLd Aaey iMAM'e ZAMA'n Kahen
HUM Nay MAZAR'e FATiMA ZEHRA Bana Diya


            354


YA ABA SALEH AL-MAHDi

Mar Rahe Hy Be-Dawa Bimar MOLA AL-MADAD
Ho Raha Hay Khon Ka Beopar MOLA AL-MADAD

Kat'tay Hay Zindagi Kay Dour Methay BoL Say
Hy Zuba'n K Rop Me TaLwar MOLA AL-MADAD

Kejiye iMdaad Ab tu Chekh Utha Hay Jaha'n
AL-AMAN-O-AL-AFOO Astaghfar MOLA AL-MADAD

            355


Ghame Hussain me rone se baga milti ha

dar pe Abbas k jane se wafa milti ha

chala aae jo sharminda ho kar hur ki tarha

Esa insan ko Zehra ki dua milti ha.

            356



SHABBIR (A.S) Ke Ghurbat Peh Rone Keh Waaste,,,,,

ZAHRA (S.A) Ne Beti Maang Le Parwardigar Se,,,,,

BINT_E_ALI (S.A) Ke Jurrat_o_Himmat Tu Dekhiya,,,,

Nasal_e_Yazid (LANTI) Kaat Di Chaadar Ke Dhaar Se,,,,,


            357



Qirtas Ne Muj Se Kaha Ali Ka Zikar Ho…
Main Ne Kaha Baja Hai Ali Ka Zikar Ho…

Jis Tak Ressai Jin O Bashar Na Kar Sakain.
Itna Tu Arfa O Aala Ali Ka Zikar Ho…

Kehte They Rasool Yeh Ummat Se Bar Bar..
Mere Is Mimbar Se Sada Ali Ka Zikar Ho.

            358



SAYINGS OF IMAM ALI A.S.-
''DO TARAH SE CHEEZEN DHEKHNE ME CHOTI NAZAR AATI HAI,
EK DOOR SE AUR
DOOSRA GUROOR SE..

            359


HAZRAT ALI a.s
1:humeisha such bolo k tumein kabhi kasam na khani parhy
2:jis se mohbat ki us se mukabla nhi jata
3:insaan khushi se ziyada gham sikhta hai
4:mohbat ki azamish mohbat ki toheen hai
5:duniya ko jina chachty ho to narmi paida kro

              360


     "Gunnah ka mauqa na milna bhi
' KHUDA '
ki Niamaton main se aik Niamat hai...

{¤Hazrat ALI A.S¤}

              361

Jag Duniyan Wich Lajpali Di Tasweer Da Naam

"HUSAIN" Ay,

Jis Kufar Da Sina Chak Kita Us Teer Da Naam

"HUSSAIN" Ay,

Dar Asl Islam Di Duniyan Te Tsh'heer Da Naam

"HUSSAIN" Ay,

Main Kiyon Na Misam Fakhar Karan Mede Peer Da Naam

"HUSSAIN" Ay.

              362


"Jannat Sirf us ko Hasil ho gi jis ka batin Naik or

Niyat Khalis ho gi.Mehz tamanna krnay se jannat

Hasil nhi hogi"

( IMAM ALI a.s )

              363


Mola Ali ny farmaya
Jis khuda k kabza e qudrat may meri jan hy mugy

uski kasam
Bister par marnay ki nisbat mugy badan par talwar k

hazar zakham khanay ziada aasan maloom hotay hn
Ref:
Tareekh e aasm koofi
P#371

              364


"IMAM JAFFAR SADIQ(as) Nay Lafz "ALLAH" Ki Tafseer

May Farmaya"

Lafz "ALLAH" May "ALIF" Ishara Hay
Is Cheez Ki Taraf k ALLAH Ki
Naimatain Is Ki Mukhloq Ko Humari WILAYAT k Sabab

Mili Hain
Or
"LA'AM" ka Ishara ALLAH Nay Humari WILAYAT Ko Apnay

Bando Per Wajib Or Lazim Qarar Diya Hay
Or
"hA" Ka Ishara Is Baat Ki Taraf Hay
k Jis Nay MUHAMMAD.WA.AL.E.MUHAMMAD(as) Ki

Mukhalfat Ki Wo Zaleel Or Roswa Huwa"

Book Ref:
(Manaqib.e.Ahlaibait(as)
Jld2 PG#59)

              365


Roz-e Juma Khuda se jo Sawal kia jay Wo Pura Hota

hy
>
Agar koi Garoh Mustahiq-e Azab ho to Usy Azab se

Chutkara Mil jata hy
"
IMAM ALI A.s"

Mfati#76"

              366


"Izzat-e-Nafs" Aur "Ana" k Farq ko Pehchano.

"Izzat-e-Nafs" ka ta'alluq EMAAN se hai.

Aur "ANA" ka ta'alluq Shaitan Se hain.

MOLA Ali A.s

              367


"ALLAH ka kum say kum Haq jo tum pay aaid hota hai

ye hai k Us ki naymaton say gunahon mein madad na

lo."
Hazrat ALI (a.s)

(NehjulBlagha
h#330)

              368


"Aik Nusrani Nay IMAM JAFFAR SADIQ(as) Say "Aa'zaa"

K Baray May Sawal Kiya:

Ap(as) Nay Farmaya Suno ALLAH(jj) Nay Insan K Jism

May
12 Jor
246 Hadiyain
360 Rugain Paida Ki Hain
Rugain Poray Jism Ko Sairab Karti Rahti Hain,
Hadiyain In Rugo Ko Samhalay Howay Hain
Or
Gosht In Hadiyou Ko Samhalay Howay Hain Phr Phathay

Is Gosht Ko Samhaly Howay Hain,

ALLAH(jj) Nay 2 Hatho May 82 Hadiyain,
Paon May 43 Hadiyain Paida Ki Hain,
Phr Re'irh May 18 Girha'an Or Os K Har Taraf 9

Pusliyain Hain,
Phr Gardan May 8, Sir May 36, Moon 28(20 Saal K

Baad 32)

Book Ref:
(Bihar.UL.Anwar
Jld8 PG#243)

              369


"HABIB saww qyamat k din tm dekhna k us din

gunahgaron ka aalam kya hoga? Jab hum har umat pr

us k NABI ko gwah bulaenge"
surah_NISA
Ayat#41

              370


Hazrat Imam JAFER-e-SADIQ (a.s) nay fermaya:

"Apna ilm likho aur apnay bhaiyon k dermian

phaylao,
mout k waqt apni aulad k liay kitabein chhoRo,
kyun k aisa zamana aey ga jub her jaga fitna-o-

fasad ki lapait mein ho gi aur loug sirf aap ki

kitabon say manoos hon gay.
(yani un ka Imam (a.s) parda-e-ghaibat mein rahay

ga aur loug guzishta ulma ki kutub say hidayat-o-

rahnumai hasil krein gay)"

Kashf-ul-Mehja pg#35
Manaqib-e-Ahlebayt vol#3 pg#22

              371


Kis ne Khud Apne KamaLaat Ka elaan Kiya?

Kis K Kirdaar ne Kaafir Ko Musalmaan Kiya?

Kis Ki Tafseer ne Quran Ko Quran Kiya?

Kis Ki Talwaar ne islaam Pe ehsaan Kiya?

Bashar-o Jin-o Malak Jis Ko WALI Kehte Hain...

Wohi ek Raaz-e-Khuda Hai Jis Ko hum ALI a.s Kehte

Hain...!

              372


Kabhi b apne naseeb ko bura mat kaho Q k ye naseeb

hi hai k tum *MUHAMMAD* (S.A.W.W) k ummati ho.

Subhan ALLAH!

              373

~*~Parhta Hun Jo Namaz To Keht? Hy SaJdagha~*~

~*~Tum MOHS?N_E
Namaz Ka Matam Na BhoLna~*~

              374



"NAIKI" Kar K Aesy Bhool Jaaya Karoo !

...Jaisy...



"GUNAH" K Waqt Apny "RAB"  Ko Bhool Jaaty Ho..!

HAZRAT ALI (A.S) 

              375


"Barha insan woh hay,
Jiss ki mehfil main,
koee khud ko Chota na samjhay"

Hazrat ALI (a.s)

              376


Dost or Dushmn  ki Eqsaam Molla ALI "a.s" ki nazr

me:

Dost 3 trh k hote hy

1=Tera Dost

2=Tere Dost ka Dost

3=Tere Dushman ka Dushamn (wo bhi Dost hi gina jai

ga)

Dushmn b 3 trh k hote hy

1=Tera Dushman

2=Tere Dost ka Dushman

3=Tere Dushman ka Dost

              377


BIBI Fatima Zehra S.A Ne Farmaya

Khuda wanda Aalam Ne Iman Ko Tumhare Liye Shirk Se

(Or Kufar Se)
Pakizgi Qarar Di

ReF= Ayan Al Shia Tab E Jadiad
Jild 1  Page 316

              378


Imam Jafar-e-Sadiq(A.s) Ki Shiyou Ko Nasihatein
*-
Aey humare shiyou! kar-e-khair me sub paish paish

raho aur aeyse puttay bun jao jin me kaante na

hon,logo ko apne rub ki taraf dawat do,logo ko

islam mein dakhil karo,islam se kharij na karo_
(Usool-e-kafi,J 2,Pg 636)
SHADAT Imam A.S pe Ahle Baat A.S ko pursa peash

karte hai.

           379


Imam Samandar Ki Manid Hay Jo
kuch Is K Pass Hota Hay,Is Ki
Koi Inteha Nahi,
is Ke Hairaankun Amoor Samandar
Ki Hairangio Ziada Hain

Imam Kazim A.s
Ref=Al Beharij J.48 P#70

            380


Jab Bhi Meri 3 Afrad Par Nazar
Jati Hai Tu Mujhe Baba Hussain A.s
Qatil Yaad Aa Jatay Hain
1) Sharabi
2) Darhi Mundha
3) Be Namazi

Imam Sajjad A.s

            381


Neeki Ka Hukum Dainy Aur Burai Say
Mana Karny Say Kabhi Haath Na Uthana
Warna Badkirdar Tum Par Musalat Ho Jain Gay
Phir Dua Mango Gay Tu Qabool Na Hogi

Ameer Ul Momineen
Hazrat Ali Ibn E Abi Talib A.S
Ref: Nehj Ul Balagha
Maktoob#47

            382


Farman E Imam E Hadi Ajtf

Insan Ki Izaat O Shaksiyat Duniya
May Amwal Say Hay Or Akhraat May AMaal
Say Hay

Ref= Aqwal 14 Masomen A.s

            383


Achay Dost "Hath" Aur "Ankh" Ki Trha
Hotay Hain Jab "Hath" Ko Tqleef Hoti Hai
To "Ankh" Roti Hy Aur Jab "Ankh" Roti Hai
Hai To "Hath" Anso Ponchta Ha

            384


Humara Manshor Zikray Haider
Hamara Maqsad Ali Ali Hy
Ali Munafiq Ke Mout Bhi Hai
Ali MaLango'n Ke Zindgi Bhi Hai
Baroz'e Mehsar Kahen Gay Hans Kar
Har Aik Momin Say Ye Farishtay
ALi Ka Momin ALi Ka Nokar
Tu Jaffari Hy To Ja Free Hai

            385


Abbas A.s Ne Ek Mojuza Esa Dkha Dia
Fitrat K Qawanin Ko Ulta Chala Dia
Qabza Kia,Chullu B Bhara, Phenk B Dia
Or Pani Ko Abbas A.s Ne Pyasa Bana Dia

            386


Mery Rafiqon,Mere Azm Ko Jila Dena
K Waqt E Marg B Jeena Ka Hosla Dena
Jo Karbala  Ka Kafan Dhondnay Me Diqqat Ho
To Meri Lash Ko Farsh E Aza Urha Dena

            387


Humain Dua Karni Chahiye Ke Khuda Hamary
Dilo'n Ko Islami Akhuwat Ki Naimat Se
Nawaz Dy Or Hamen Khud-Parsti Ke Mohlik
Marz Se Nijat Dy

Imam Khumaeni R.A
P#82

            388


Koi Ghaibat amin betha Khoon k AAnsoo bahata hy,,,,,
Usey ZAINAB <a.s> ka jab Bazar jana yad ata hy,,,,,

WOH HUJJAT hy O c ka Kam Hy IS DArd ko sehna,,,,,
kesi khaki k dil main bhala kab yeh gham samata hy,,,,,

ALAJAL YA IMAM<A.S>

            389


"ankhon sey rawan chasm e Zamzam nahi dekha?
Darya E Gham E SHAh main talatum nahi dekha?
barood k shoolon sy dartey ho Laeenooooooo!
andhey ho? kesi aag p MATAM nahi dekha?

            390

Farman Pak Imam Raza SLWT

Agar tumhen is baat mein khushi mehsus ho k Allah se is

halat mein mulakat kro k tum pr koi gunah na ho, to

HUSSAIN SLWT ki ziarat kro

            391


Ankhon wala wo hai ju Sunay tu Ghaur kry aur Nazr uthaey

tu Haqeqaton ku dekh lay."
Hazrat ALI (A.S)

            392


Tumharay Pas AQeeDA Nahi Shaoor Nhi
WiLA Bagher ALi_a.s K Koe Saroor Nahi
Kisi Ka Baap MusaLma'n Nahi Hy Tu Phr
ALi K BAAP Ka iS Main Koe Qasoor Nahi

            393


IMRAN(a.s) Se Accha Koe SuLtan Dekha Do
Jis Ka Bhi RiSALAT Pay Ho Ehsan Dekha Do
HuM Ne Tu Saja Rakha Hy Qasr'e ABU TALiB
TuM Bh Tu Koe Qasr'e abu sufiyan Dekha Do

         
            394

Yeh zindagi 2 din ki hai
1 din tumharay haq mai aur
1 din tumharay mukhaalif
Jis din tumharay haq mai ho us din ghuroor mat kerna aur

jis din tumharay mukhaalif ho us din sabr karna.
HAZRAT ALI (a.s)

            395


"j0 shaks Hamare masa'aib par giriya karta h,
uska saans lena Tasbeeh h
0r
hamare gham meghamgeen rehna us ki
Ibadat h."

Imam Jaffer-e-Sadiq(a.s)



            396


lambi umeedoon se parhaiz kai karo , kyon k ye dosri

naimtoon ko tumhare nazar mai haqeer bana deti hain , or

tum un ki shukar guzari nahe karte

HAZRAT ALI A.S

            397


kaaba kitna khushkismat he
kiyon ke wo ALLAH ka ghar he
magar us me ALLAH rahta he
par insam us kaabe se bhi ziyada khushkismat he
kiyon ke ALLAH us ke dil me rahta he

HAZRAT ALI A.S

            398


Insaan sirf us waqt pareshan hota hai
jab woh waqt sey pehlay aur
naseeb say ziada mangta hai
 Imam Ali A.S

            399


JAB KABHI GHAIRAT E INSAAN KA SAWAL ATA HAI
BINT E ZAHRA TERY PARDEY KA KHAIL ATA HAI
DARMIAN LASHON KE TANHA NAZAR ATEY HAIN HUSSAIN
JABKEY ASHUR KE SORAJ PER ZAWAL ATA HAI
MOOT KIS SOOCH MAIN HAI LASHA E AKBAR PAI KHARI
KIA PAYMBAR KI JAWANI KA KHIAL ATA HAI
NIAM MAIN REHNEY DO TALWAR HUSSAIN IBN E ALI
MOOT KI BAAT KO ASGHAR TERA TAAL ATA HAI
YE ALAMDAR KA BETA HAI PAANI JO MILEY
JA KEY SAJJAD KI ZANJEER PAI DAL ATA HAI

KALAAM
AKHTAR CHINOTI MARHOOM

            400


YA IMAM E MUNTIZIR AL AJAL AL AJAL
Meri Nighahon
Ki Talaash ßas
Itni Hai
""YA RAB""

K Aakhri Saans Se Pehle "Zahoor-e-Imam" Ho Jaye..!!
Ameen)

No comments:

Post a Comment